Akhil bhartiya sarva Brahman samaj ke mahasachiw Shri janardan panda ji ne 15agast swatatrata diwas par kalahandi shishu mandir ke bachho ko hardik shubhkamnaye badhai dete hain aur unhone kaha ki hamara bharat desh ke beta or betiyo me dikhata he desh ko bahut aage badane me eh bachcho me dikhai deta hai esake sath sath pure desh wasio ko bhi subhkamana badhai deta hu jay hind jay bharat Jay odisa
अखिल भारतीय सर्व ब्राम्हण समाज के महासचिव ने दी स्वतंत्रता दिवस की बधाई
